To sign my guestbook, you need to signin first. | |
rahimiku99 GuestbookKisi k Haq mein hi sahi, wo DUA to kare Wo keh nahi sakta, meri Suna to Kare Main Lott jaon ga apni Udas Duniya main Wo shaks mujhse Bicherny ka faisla to kare Na jane wo kaun itna haseen hoga.. Aapke haath me jiska naseeb hoga.. Koi aapko chahe ye koi badi baat nahi.. Jisko aap chaho wo khushnaseeb hoga.. ♥♥♥ MikU ♥♥♥ Abhi... mujh mein kahin Baaki thodi si hai zindagi Jagi... dhadkan nayi Jaana zinda hoon main toh abhi Kuch aisi lagan, iss lamhe mein hai Ye lamha kahaan tha mera... Ab hai saamne Issey chhoo loon zaraa Mar jaaoon ya jee loon zaraa Khushiyaan choom loonYaa ro loon zaraa Mar jaaoon ya jee loon zaraa Abhi... mujh mein kahin Baaki thodi si hai zindagi Dhoop mein jalte huey tann ko... chhaya pedh ki mill gayee Roothe bachche ki hansi jaise... phuslaane sephir khil gayee Kuchh aisa hi ab mehsoos dil ko ho rahaa hai Barson ke puraane zakhm pe marham laga saa hai Kuch eh raham hai, iss lamhe mein hai Ye lamha kahaan tha mera Ab hai saamne Issey chhoo loon zara Mar jaaoon ya jee loon zaraa Khushiyaan choom loon Yaa ro loon zaraa Mar jaaoon yaa jee loon zaraa Dor se tooti patang jaisi, thi yeh zindagani meri Aaj hoon, kal ho mera naa ho Har din thi kahani meri Ek bandhan naya peechhe se abb mujhko bulaaye Aane waley kal ki kyun fikar mujhko sata jaaye Ik aisi chubhan iss lamhe me hai Ye lamha kahaan tha mera Ab hai saamne Issey chhoo loon zara Mar jaaoon ya jee loon zara Khushiyaan choom loon Yaa ro loon zaraa Mar jaaoon ya jee loon zara | |
