To sign my guestbook, you need to signin first. | |
pariyonkirani GuestbookKya jabse bachchi bachchi laga rakhka hai bohot dino se talaash tha aaj mauka mila toh haath saaf kar liya Aur kya pareshaani hai tumko mein Internet booster baba...pakhandi nahi Paisa mein du ya mera follower ek hi baath hai yeh lo Nir ki tijori se itna maal mila hai isse Internet ka bill bhi ho jaaega aur saath mein trip bhi batana nahi ki baba ne nikala hai nahi toh naaraj ho jaaega dost dost naa raha pari pari naa rahi. kyon re bahut chehak rahee hai itne din maine wallpapers bheja uska kuch nahi aur aaj nir ke wallpaper nir ke wallpapers bolthi jaa rahi hai Tumhare Internet ko Nir aur phonix ki nazar lag gae hai Dono ko Horse ki naal gale mein pehna do Internet ka bill kam ho jaega Aur rahi baath Bill ki,toh paise mera follower Nir bar dega Tathastu | |
